Dard Shayari, Dard Kitna Khush-Nasheeb Hai

Four Line Dard Shayari in Hindi Font

Advertisement

Dard Shayari, Dard Kitna Khush-Nasheeb Hai

Na Kiya Kar Apne Dard Ko
Shayari Mein Bayan Aye Dil,
Kuchh Log Toot Jate Hain,
Ise Apni Daastan SamajhKar.
ना किया कर अपने दर्द को
शायरी में बयान ऐ दिल,
कुछ लोग टूट जाते हैं
इसे अपनी दास्तान समझकर।

Advertisement

Dard Kitna KhushNasib Hai
Jise PaKar Log Apno Ko Yaad Karte Hain,
Daulat Kitni BadNasib Hai
Jise PaKar Log Aksar Apno Ko Bhool Jate Hain.
दर्द कितना खुशनसीब है
जिसे पाकर लोग अपनों को याद करते हैं,
दौलत कितनी बदनसीब है
जिसे पाकर लोग अक्सर अपनों को भूल जाते है।

Kahin Shero-Nagma Ban Ke
Kahin Aansuon Mein Dhal Ke,
Woh Mujhe Mile Toh Lekin
Kayi Sooratein Badal Ke.
कहीं शेरो-नगमा बन के
कहीं आँसुओं में ढल के,
वो मुझे मिले तो लेकिन
कई सूरतें बदल के।

Haathon Ki Lakeerein ParhKar
Ro Deta Hai Dil,
SabKuchh Toh Hai Magar
Ek Tera Naam Kyun Nahi Hai.
हाथों की लकीरें पढ़ कर
रो देता है दिल,
सब कुछ तो है मगर
एक तेरा नाम क्यूँ नहीं है।

Advertisement

Dard Shayari, Dard Dete Raha Karo

Dard Shayari, Wo Dard Hi Na Raha

Comments