Sharab Shayari, Girton Ko Thaam Le Saqi
Best Shayari about Saqi and Sarab
Advertisement
Nasha Pila Ke Girana To
Sabko Aata Hai,
Mazaa To Tab Hai Ki
Girton Ko Thaam Le Saaqi.
नशा पिला के गिराना तो
सब को आता है,
मज़ा तो तब है कि
गिरतों को थाम ले साक़ी।
Advertisement
Chheen Kar Hatho Se Jaam
Wo Is Andaaz Se Boli,
Kami Kya Hai In Hotho Mein
Jo Tum Sharaab Peete Ho.
छीनकर हाथों से जाम
वो इस अंदाज़ से बोली,
कमी क्या है इन होठों में
जो तुम शराब पीते हो।
Wo Pila Kar Jaam Labon Se
Apni Mohabbat Ka,
Ab Kahte Hain Nashe Ki Aadat
Achhi Nahi Hoti.
वो पिला कर जाम लबों से
अपनी मोहब्बत का,
अब कहते हैं नशे की आदत
अच्छी नहीं होती।