Sharab Shayari, Purani Sharab Ke Jaisi
Great Shayaris about Sharab in Hindi
Advertisement
Yun Bigdi Baheki Baaton Ka,
Koi Shauq Nahi Hai Mujhko,
Woh Purani Sharab Ke Jaisi Hai
Asar Sar Se Utarta Hi Nahi.
यूँ बिगड़ी बहकी बातों का
कोई शौक़ नही है मुझको,
वो पुरानी शराब के जैसी है
असर सर से उतरता ही नहीं।
Advertisement
Rindane-Jahan Se Yeh Nafrat
Aye Hazrat-e-Vaiz Kya Kehna,
Allah Ke Aage Bas Na Chala
Bando Se Bagawat Kar Baithe.
रिन्दाने-जहां से ये नफरत
ऐ हजरते-वाइज क्या कहना,
अल्लाह के आगे बस न चला
बंदों से बगावत कर बैठे।
Raat Hum Piye Huye The Magar,
Aap Ki Aankhein Bhi Sharabi Thi,
Phir Humare Kharab Hone Mein
Aap Hi Kahiye Kya Kharabi Thi.
रात हम पिये हुए थे मगर,
आप की आंखे भी शराबी थी,
फिर हमारे खराब होने में,
आप ही कहिए क्या खराबी थी।