Sharab Shayari, Thodi Si Pee Sharaab
Nice Two Line Sharab Shayari
Thodi Si Pee Sharaab Thodi See Uchhal Di,
Kuchh Iss Tarah Se Humne Jawaani Nikaal Di.
थोड़ी सी पी शराब थोड़ी सी उछाल दी,
कुछ इस तरह से हमने जवानी निकाल दी।
Tum Aaj Saqi Bane Ho Toh Shahar Pyasa Hai,
Humare Daur Mein Khaali Koi Gilaas Na Tha.
तुम आज साक़ी बने हो तो शहर प्यासा है,
हमारे दौर में ख़ाली कोई गिलास न था।
Zahid Ne Maikashi Ki Ijazat Toh Dee Magar,
Rakhi Hai Itni Shart Khuda Se Chhupa Ke Pee.
जाहिद ने मैकशी की इजाज़त तो दी मगर,
रखी है इतनी शर्त खुदा से छुपा के पी।
Kar Do Tabdeel Adalaton Ko MayKhano Mein,
Suna Hai Nashe Mein Koi Jhoothh Nahi Bolta.
कर दो तब्दील अदालतों को मयखानों में,
सुना है नशे में कोई झूठ नहीं बोलता।
Saqi Mere Khuloosh Ki Shiddat Toh Dekhna,
Fir Aa Gaya Hoon Gardish-e-Dauraan Ko TaalKar.
साक़ी मेरे खुलूश की शिद्दत तो देखना,
फिर आ गया हूँ गर्दिशे-दौरां को टालकर।