Shaheedon Ke Liye Deshbhakti Shayari
Desh Bhakti Shayari about Martyrdom
Advertisement
जश्न आजादी का मुबारक हो देश वालों को,
फंदे से मोहब्बत थी उन वतन के मतवालों को।
Jashn Aazadi Ka Mubaraq Ho Desh Walon Ko,
Fande Se Mohabbat Thi Unn Watan Ke Matwalon Ko.
जहाँ तू और मैं हिन्दू मुसलमाँ के फर्क में मर जाते है,
वहाँ कुछ लोग हमारी खातिर बर्फ में मर जाते है।
Jahan Tu Aur Main Hindu Musalmaan Ke Farq Mein Mar Jate Hain,
Wahan Kuchh Log Humari Khatir Barf Mein Mar Jate Hain.
Advertisement
कोई और आरज़ू नहीं, है आरज़ू तो ये है,
रख दे कोई जरा सी खाक-ए-वतन कफन में।
Koi Aur Aarzoo Nahi, Hai Aarzoo To Yeh Hai,
Rakh De Koyi Zara Si Khaak-e-Watan Kafan Mein.