Diye Hain Aapne Zakhm Humko
Four Line Hurt (Zakhm) Shayari in Hindi
ये जो दिए हैं आपने जख्म हमको,
ये जख्म हमारे कभी भी सिल ना सकेंगे,
यूं बिछड़े हो हम से इस कदर,
कि चाहकर भी कभी हम मिल न सकेंगे।
Yeh Jo Diye Hain Aapne Zakhm Humko,
Yeh Zakhm Humare Kabhi Bhi Sil Na Sakenge,
Yun Bichhade Ho Hum Se Iss Kadar,
Ki Chaahkar Bhi Kabhi Hum Mil Na Sakenge.
जो जख्म दे गए आप मुझ को,
न जाने क्यों वो जख्म नहीं भरता,
हम तो मिलना चाहते हैं आपसे मगर,
क्या करें हमारा नसीब नहीं मिलता।
Jo Zakhm De Gaye Aap Mujh Ko,
Na Jaane Kyun Woh Zakhm Nahi Bharta,
Hum To Milna Chaahte Hain Aapse Magar,
Kya Karein Humara Naseeb Nahi Milta.
अब भी ताजा हैं जख्म सीन में,
बिन तेरे क्या रखा है जीने में,
हम तो जिंदा हैं तेरा साथ पाने को,
वरना देर कितनी लगती है जहर पीने में।
Ab Bhi Taaza Hain Zakhm Seene Mein,
Bin Tere Kya Rakha Hain Jeene Mein,
Hum To Zinda Hain Tera Sath Paane Ko,
Varna Der Kitni Lagti Hai Zaher Peene Mein.