Hurt Shayari, Tu Mujhse Kinara Kar Le
Heart Touching Hurt Shayari in Hindi
Advertisement

Tu Bhi Auro Ki Tarah Mujhse Kinara Kar Le,
Saari Dunia Se Bura Hun Tere Kaam Ka Nahi.
तू भी औरों की तरह मुझसे किनारा कर ले,
सारी दुनिया से बुरा हूँ तेरे काम का नहीं।
Haan Mujhe Rasm-e-Mohabbat Ka Saleeka Hi Nahi,
Ja Kisi Aur Ka Hone Ki Ijazat Hai Tujhe.
हाँ मुझे रस्म-ए-मोहब्बत का सलीक़ा ही नहीं,
जा किसी और का होने की इजाज़त है तुझे।
Advertisement
Tum Laut Ke Aane Ka Takalluf Mat Karna,
Hum Ek Mohabbat Ko Do Baar Nahi Karte.
तुम लौट के आने का तकल्लुफ मत करना,
हम एक मोहब्बत को दो बार नहीं करते।
Main Uske Chehre Ko Dil Se Utaar Deta Hun,
Main Kabhi Kabhi Toh Khud Bhi Maar Deta Hun.
मैं उसके चेहरे को दिल से उतार देता हूँ,
मैं कभी कभी तो खुद को भी मार देता हूँ।