Feeling Hurt, Jazbaat Ki Aukaat Kam Aanki
Best Shayari about Feeling Hurt
Advertisement
Baat Unchi Thi Magar Baat Jara Kaam Aanki,
Mere Jazbaat Ki Aukaat Jara Kam Aanki,
Wo Farishta Keh Kar Mujhe Jaleel Karta Raha,
Main Insaan Hoon, Meri Jaat Jara Kam Aanki.
बात ऊँची थी मगर बात जरा कम आंकी,
मेरे जज्बात की औकात जरा कम आंकी,
वो फ़रिश्ता कहकर मुझे जलील करता रहा,
मैं इंसान हूँ मेरी जात जरा कम आंकी।
Advertisement
Humne Toh Bas Itna Hi Seekha Hai Dosto,
Raah-e-Mohabbat Mein Kabhi Kinara Nahi Milta,
Jo Mil Jaye Iss Raah Par Kabhi Yaar Se,
Woh Zakhm Kabhi Fir Dobara Nahi Silta.
हमने तो बस इतना ही सीखा है दोस्तों,
राह-ए-वफ़ा में कभी किनारा नहीं मिलता,
जो मिल जाये इस राह पर कभी यार से,
वो ज़ख्म कभी फिर दोबारा नहीं सिलता।