Love Shayari, Mohabbat Jo Dil Mein Hai
Cute Four Line Love Status in Hindi and English Font

Jo Mohabbat Tumhare Dil Mein Hai,
Use Zubaan Par Laao Aur Bayaan Kar Do,
Aaj Bas Tum Kaho Aur Kehte Hi Jao,
Hum Bas Sunein Aise Bejuban Kar Do.
जो मोहब्बत तुम्हारे दिल में है,
उसे जुबां पर लाओ और बयां कर दो,
आज बस तुम कहो और कहते ही जाओ,
हम बस सुनें ऐसे बेज़ुबान कर दो।
Khak Udti Hai Raat Bhar Mujh Mein,
Kaun Phirta Hai Dar-Ba-Dar Mujh Me,
Mujh Ko Mujh Mein Jagah Nahi Milti,
Koyi Maujood Hai Iss Kadar Mujh Mein.
ख़ाक उड़ती है रात भर मुझमें,
कौन फिरता है दर-ब-दर मुझमें,
मुझ को मुझमें जगह नहीं मिलती,
कोई मौजूद है इस क़दर मुझमें।
Vaade Pe Woh Mere Aitbaar Nahi Karte,
Hum Zikre Mohabbat Sare Bajar Nahi Karte,
Darta Hai Dil Unki Ruswai Na Ho Jaye,
Woh Samajhte Hai Hum Unse Pyaar Nahi.
वादे पे वो मेरे ऐतबार नहीं करते,
हम ज़िक्रे मौहब्बत सरे बाजार नहीं करते,
डरता है दिल उनकी रुसवाई न हो जाए,
वो समझते हैं हम उनसे प्यार नहीं करते।