Love Shayari, Mohabbat Ke Taraane
Heart Touching Love Shayari in Hindi
Advertisement
Naya Yeh Daur Hai Lekin,
Wohi Kisse Puraane Hain,
Mohabbat Ke Zamane The,
Mohabbat Ke Zamane Hain,
Mere Geeto Mein Jo Tumne,
Sune Yaado Ke Kisse Hain,
Mohabbat Ke Taraane Toh,
Abhi Tumko Sunaane Hain.
Advertisement
नया ये दौर है लेकिन,
वही किस्से पुरानें हैं,
मोहब्बत के जमाने थे,
मोहब्बत के जमानें हैं,
मेरे गीतों में जो तुमने,
सुने यादों के किस्से है,
मोहब्बत के तरानें तो,
अभी तुमको सुनाने हैं।