Maa Shayari, Maa Ke Aage Nahi Rona

Best Maa Shayari in Hindi

Advertisement

Shayari Maa Ke Aage Nahi Rona

माँ के आगे यूँ कभी खुल कर नहीं रोना,
जहाँ बुनियाद हो इतनी नमी अच्छी नहीं होती।
Maa Ke Aage Yoon Kabhi Khul Kar Nahin Rona,
Jahaan Buniyaad Ho Itni Nami Achchhi Nahin Hoti.
(मुनव्वर राना)

आँखों से माँगने लगे पानी वज़ू का हम,
कागज पे जब भी देख लिया माँ लिखा हुआ।
Aankhon Se Maangne Lage Paani Wazoo Ka Hum,
Kaagaz Pe Jab Bhi Dekh Liya Maa Likha Hua.
(मुनव्वर राना)

Advertisement

दिन भर की मशक्कत से बदन चूर है लेकिन,
माँ ने मुझे देखा तो थकन भूल गई है।
Din Bhar Ki Mashakkat Se Badan Choor Hai Lekin,
Maa Ne Mujhe Dekha To Thakan Bhool Gayi Hai.
(मुनव्वर राना)

घेर लेने को मुझे जब भी बलाएँ आ गईं,
ढाल बन कर सामने माँ की दुआएँ आ गईं।
Gher Lele Ko Mujhe Jab Bhi Balaayein Aa Gayin,
Dhaal Ban Kar Saamne Maa Ki Duaayein Aa Gayin.
(मुनव्वर राना)

डांट कर अपने बच्चों को अकेले में रोती है,
वो माँ है... और माँ ऐसी ही होती है।
Daant Kar Apne Bachchon Ko Akele Mein Roti Hai,
Wo Maa Hai... Aur Maa Aisi Hi Hoti Hai.

Advertisement

Bahut Yaad Aati Hai Maa

Comments