Maut Shayari, Zindgi Maut Ke Pehlu Mein
Hindi Maut Shayari for Unfaithful Lover
Advertisement

Lamha Lamha Saanse Khatam Ho Rahi Hain,
Zindgi Maut Ke Pehlu Mein So Rahi Hai,
Uss Bewafa Se Na Poocho Meri Maut Ki Wajah,
Wohi Toh Qatil Hai Dikhaane Ko Rahi Hai.
Advertisement
लम्हा लम्हा सांसें ख़त्म हो रही हैं,
जिंदगी मौत के आगोश में सो रही है,
उस बेवफा से न पूछो मेरी मौत के वजह,
वही तो कातिल है दिखाने को रो रही है।