Maut Se Pehle Bhi Ek Maut Shayari
New Maut Shayari in Hindi
मौत से पहले भी एक मौत होती है,
देखो तुम किसी अपने से जुदा होकर।
Maut Se Pehle Bhi Ek Maut Hoti Hai,
Dekho Tum Kisi Apne Se Judaa Hokar.

जो लोग मौत को जालिम करार देते हैं,
खुदा मिलाये उन्हें ज़िन्दगी के मारों से।
Jo Log Maut Ko Zaalim Qarar Dete Hain,
Khuda Milaye Unhein Zindagi Ke Maaron Se.
नशा था ज़िंदगी का शराबों से तेज़-तर,
हम गिर पड़े तो मौत उठा ले गई हमें।
Nasha Tha Zindagi Ka Sharaabon Se Tez-Tar,
Hum Gir Pade To Maut Utha Le Gayi Humein.
उम्र फानी है तो मौत से डरना कैसा,
रोज-रोज यह हंगामा हुआ रखा है।
Umr Faani Hai Toh Maut Se Darrna Kaisa,
Roj-Roj Humgama Hua Rakkha Hai.
एक उम्र कट गई लोगों को मनाते हुए,
अब इरादा सबसे रूठ जाने का है।
Ek Umr Kat Gayi Logon Ko Manaate Huye,
Ab Iraada Sab Se Roothh Jaane Ka Hai.