Maut Se Aisi Mujhe Ummeed Nahin
Latest Maut, Kafan, Mayyat Shayari in Hindi
Kam Se Kam Maut Se Aisi Mujhe Ummeed Nahin,
Zindagi Tu Ne Toh Dhokhe Pe Diya Hai Dhokha.
कम से कम मौत से ऐसी मुझे उम्मीद नहीं,
ज़िंदगी तूने तो धोखे पे दिया है धोखा।
Iss Se Keh Do Meri Mayyat Pe Na AAye Ab Wo,
Aakhri Waqt Koyi Iss Ki Anayat Na Rahe.
इस से कह दो मेरी मय्यत पे न आए अब वो,
आखिरी वक्त कोई इस की अनायत न रहे।
Nikle Jo Janaza Mera Do Phool Gira Dena,
Milne Ki Tamanna Ho To Kafan Hata Dena.
निकले जो जनाजा मेरा दो फूल गिरा देना,
मिलने की तमन्ना हो तो कफन हटा देना।
Baad Marne Ke Meri Qabr Pe Aaya Ghafil,
Yaad Aayi Mere Qatil Ko Wafa Mere Baad.
बाद मरने के मेरी क़ब्र पे आया ग़ाफिल,
याद आई मेरे कातिल को वफ़ा मेरे बाद।
Maut Uski Kare Jiska Zamana Afsos,
Yoon Toh Duniya Mein Sabhi Aate Hain Marne Ke Liye.
मौत उसकी करे जिसका जमाना अफसोस,
यूं तो दुनिया में सभी आते हैं मरने के लिए।