Maut Shayari, Mitti Meri Kabr Se
Shayari on Death in Hindi, Very Sad
Advertisement
Mitti Meri Kabr Se Uthha Raha Hai Koi,
Marne Ke Baad Bhi Yaad Aa Raha Hai Koi,
Kuchh Pal Ki Mohlat Aur De De Aye Khuda.
Udaas Meri Kabr Se Ja Rahaa Hai Koi.
मिट्टी मेरी कब्र से उठा रहा है कोई,
मरने के बाद भी याद आ रहा है कोई,
कुछ पल की मोहलत और दे दे ऐ खुदा,
उदास मेरी कब्र से जा रहा है कोई।
Advertisement
Tum Meri Kabr Pe Rone Mat Aana,
Mujhse Pyaar Tha Ye Kehne Mat Aana,
Dard Do Mujhe Jab Tak Duniya Mein Hun,
Jab So Jau Toh Mujhe Jagane Mat Aana.
तुम मेरी कब्र पे रोने मत आना,
मुझसे प्यार था ये कहने मत आना,
दर्द दो मुझे जब तक दुनिया में हूँ,
जब सो जाऊं तो मुझे जगाने मत आना।