Barish Shayari, Mausam Pyaar Jagata Hai
Best Barsaat Shayari in Hindi and English
Advertisement

Barish Ka Yeh Mausam Kuchh Yaad Dilata Hai,
Kisi Ke Saath Hone Ka Ehsaas Dilata Hai,
Fiza Bhi Sard Hai Yaadein Bhi Taaza Hai,
Yeh Mausam Kisi Ka Pyaar Dil Mein Jagata Hai.
Advertisement
बारिश का ये मौसम कुछ याद दिलाता है,
किसी के साथ होने का एहसास दिलाता है,
फिजा भी सर्द है यादें भी ताजा हैं,
ये मौसम किसी का प्यार दिल में जगाता है।