Hindi Bewafa Shayari, Uss Waqt Bewafaai Ki
Shayari about Disloyality in Relationship
Advertisement
Tum Ne Uss Waqt Bewafaai Ki,
Yakeen Jab Aakhiri Makaam Par Tha.
तुम ने उस वक्त बेवफाई की,
यकीन जब आखिरी मकाम पर था।
Bewafai Fitrat Mein Nahin Meri,
Kya Karein Logon Ne Ise Dastoor Bana Diya.
बेवफाई फितरत में नहीं मेरी,
क्या करें लोगों ने इसे दस्तूर बना दिया।
Hum Se Kya Ho Saka Mohabbat Mein,
Khair Tum Ne Toh Bewafai Ki Hai.
हम से क्या हो सका मोहब्बत में,
खैर तुम ने तो बेवफाई की है।
Advertisement

Ye Uski Mohabbat Ka Naya Daur Hai,
Jahan Kal Main Tha Aaj Koi Aur Hai.
ये उनकी मोहब्बत का नया दौर है,
जहाँ कल मैं था आज कोई और है।
Sochta Hoon Ki Uski Yaad Aakhir,
Ab Kise Raat Bhar Jagaati Hogi.
सोचता हूँ कि उसकी याद आख़िर,
अब किसे रात भर जगाती होगी।