Rain Shayari, Yeh Naye Mausam Ki Barish
Barsaat Shayari wishes for Rainy Weather
Advertisement
क्या रोग दे गई है ये नए मौसम की बारिश,
मुझे याद आ रहे हैं मुझे भूल जाने वाले।
Kya Rog De Gayi Hai Yeh Naye Mausam Ki Barish,
Mujhe Yaad Aa Rahe Hain Mujhe Bhool Jane Wale.

मुझे मार ही न डाले इन बादलों की साजिश,
ये जब से बरस रहे हैं तुम याद आ रहे हो।
Advertisement
Mujhe Maar Hi Na Daale Inn Baadalon Ki Sazish,
Ye Jab Se Baras Rahe Hain Tum Yaad Aa Rahe Ho.
ये बारिशों की घड़ी दोहरे इम्तिहान की है,
कि मेरी भी वो ही हालत है जो मकान की है।
Ye Baarishon Ki Ghadi Dohre Imtihaan Ki Hai,
Ki Meri Bhi Wo Hi Haalat Hai Jo Makaan Ki Hai.