Romantic Shayari, Chahat Hai Ya Dillagi
Beautiful Romance Shayari for Wife and Husband
Chahat Hai Ya Dillagi Ya Yoon Hi Man Bharmaya Hai,
Yaad Karoge Tum Bhi Kabhi Kis Se Dil Lagaya Hai.
चाहत है या दिल्लगी या यूँ ही मन भरमाया है,
याद करोगे तुम भी कभी किससे दिल लगाया है।
Ai Shakhs Tera Saath Mujhe Har Shakl Mein Manzoor Hai,
Yaadein Hon Ke Khushboo Ho, Yakeen Ho Ke Gumaan Ho.
ऐ शख्स तेरा साथ मुझे हर शक्ल में मंज़ूर है,
यादें हों कि खुशबू हो, यक़ीं हो कि ग़ुमान हो।
Main Kuchh Na Kahoon Aur Ye Chaahun Ke Meri Baat,
Khushboo Ki Tarah Ud Ke Tere Dil Mein Utar Jaye.
मैं कुछ न कहूँ और ये चाहूँ कि मेरी बात,
खुशबू की तरह उड़ के तेरे दिल में उतर जाए।
Hajaro Chehro Mein Ek Tum Hi Par Mar Mite Hain Varna,
Na Chahato Ki Kami Thi Aur Na Chahne Walon Ki.
हजारों चेहरों में एक तुम ही पर मर मिटे हैं वरना,
ना चाहतों की कमी थी और ना चाहने वालों की।