Romantic Shayari, Pyaar Bhari Nigahon Ko
Best Two Liner Romantic Hindi Shayari for Lovers
Poochhte Hain Mujhse Shayari Likhte Ho Kyun,
Lagta Hai Jaise Ayina Dekha Nahi Kabhi.
पूछते हैं मुझसे की शायरी लिखते हो क्यों,
लगता है जैसे आईना देखा नहीं कभी।
Lakho Haseen Hain Iss Duniya Mein Teri Tarah,
Kya Karen Hamein To Teri Rooh Se Pyar Hai.
लाखों हसीन हैं इस दुनिया में तेरी तरह,
क्या करें हमें तो तेरी रूह से प्यार है।
TumKo De Di Hai Ishaaron Mein Ijaazat Maine,
Maangne Se Na Mil Sakun Toh Chura Lo Mujh Ko.
तुमको दे दी है इशारों में इजाज़त मैंने,
माँगने से न मिल सकूं तो चुरा लो मुझको।
Jaagne Ki Bhi Jagaane Ki Bhi Aadat Ho Jaye,
Kaash Tujhko Kisi Shayar Se Mohabbat Ho Jaye.
जागने की भी, जगाने की भी, आदत हो जाए,
काश तुझको किसी शायर से मोहब्बत हो जाए।