Romantic Shayari, Khul Jaayega Raaz Mohabbat Ka
Best Romantic Lines about Love
Advertisement

Kitabon Se Daleel Du,
Ya Khud Ko Samane Rakh Du,
Woh Mujhse Poochh Baitha Hai,
Mohabbat Kis Ko Kahte Hain?
किताबों से दलील दूँ,
या खुद को सामने रख दूँ,
वो मुझ से पूछ बैठा है,
मोहब्बत किस को कहते हैं?
Advertisement
Yun Bhi Toh Raaz Khul Hi Jaayega,
Ek Din Humari Mohabbat Ka,
Mehfil Mein Jo Hum Ko Chhod Kar,
Sab Ko Salaam Karte Ho.
यूँ भी तो राज़ खुल ही जायेगा,
एक दिन हमारी मोहब्बत का,
महफिल में जो हम को छोड़ कर,
सब को सलाम करते हो।
Tumhari Pyar Bhari Nigahon Ko,
Dekh Aisa Gumaan Hota Hai,
Dekho Na Mujhe Madhosh Najaron Se
Ke Dil Be-imaan Hota Hai.
तुम्हारी प्यार भरी निगाहों को,
देख ऐसा गुमान होता है,
देखो ना मुझे मदहोश नज़रों से,
कि दिल बेईमान होता है।