Hindi Romantic Sms, Tum Sa Haseen Nahi
Two Line Romantic Sms in Hindi and English
Advertisement

Achhi Surat Nazar Aate Hi Machal Jata Hai,
Kisi Aafat Mein Na Daal De Dil-E-Nashad Mujhe.
अच्छी सूरत नज़र आते ही मचल जाता है,
किसी आफ़त में न डाल दे दिल-ए-नाशाद मुझे।
Yeh Toh Nahi Ki Tum Sa Jahan Mein Haseen Nahi,
Iss Dil Ka Kya Karoon Yeh Behalata Kahin Nahi.
ये तो नहीं कि तुम सा जहान में हसीन नहीं,
इस दिल का क्या करूँ ये बहलता कहीं नहीं।
Advertisement
Suna Hai Le Lete Ho Har Baat Ka Badla,
Aazmayenge Kabhi Tere Labo Ko Choom Ke.
सुना है तुम ले लेते हो हर बात का बदला,
आज़माएंगे कभी तेरे लबो को चूम के।
Bada Hi Dilkash Andaaz Hain Tumhara,
Jee Karta Hai Ki Fanaah Ho Jaaun.
बड़ा ही दिलकश अंदाज है तुम्हारा,
जी करता है कि फनाह हो जाऊं।