Shayari Tum Bahut KhoobSoorat Hote
Tareef Shayari Hindi Status for Facebook & Whatsapp
Advertisement
Tum Zara Sa Kam KhoobSoorat Hote,
Toh Bhi Bahut KhoobSoorat Hote.
तुम जरा सा कम खूबसूरत होते,
तो भी बहुत खूबसूरत होते।
Teri Soorat Ko Jab Se Dekha Hai,
Meri Aankhon Pe Log Marte Hain.
तेरी सूरत को जब से देखा है,
मेरी आँखों पे लोग मरते हैं।
Saari Dunyia Badal Gayi Jaana,
Tere Tevar Magar Nahi Badale.
सारी दुनिया बदल गयी जाना,
तेरे तेवर मगर नहीं बदले।
Advertisement
Uske Be-Naqab Hone Tak,
Main Bhi Shamil Tha Hosh Walon Mein.
उसके बे-नकाब होने तक,
मैं भी शामिल था होश वालों में।
Ek Tum Ko Agar Chura Loon Main Toh,
Ye Zamaana Gareeb Ho Jaayega.
एक तुमको अगर चुरा लूं मैं तो,
ये ज़माना गरीब हो जाएगा।