Unke Husn Ka Aalam Na Puchhiye,
Bas Tasveer Ho Gaya Hun Tasveer Dekh Kar.
उनके हुस्न का आलम न पूछिये,
बस तस्वीर हो गया हूँ, तस्वीर देखकर।
Na Dekhna Aayina Kabhi Bhool Kar Dekho,
Tumhare Husn Ka Paida Jawab Kar Dega.
न देखना कभी आईना भूल कर देखो
तुम्हारे हुस्न का पैदा जवाब कर देगा।
Ek Toh Husn Balaa Uss Pe Banawat Aafat,
Ghar Bigaadenge Hajaron Sanwarne Wale.
एक तो हुस्न बला उस पे बनावट आफत,
घर बिगाड़ेंगे हजारों के संवरने वाले।
Teri Tareef Mein Kuchh Lafz Kam Pad Gaye,
Varna Hum Bhi Kisi Ghalib Se Kam Nahi.
तेरी तारीफ में कुछ लफ्ज़ कम पड़ गए,
वरना हम भी किसी ग़ालिब से कम नहीं।
Unko Sote Huye Dekha Dam-e-Subah Kabhi,
Kya Bataun Jo Inn Aankho Ne Shama Dekha.
उनको सोते हुए देखा था दमे-सुबह कभी,
क्या बताऊं जो इन आँखों ने शमां देखा था।
Shayari on Beauty, Naaz Bhi Andaz Bhi
Shayari on Beauty, Kitne LaJawab Ho Tum