Yaad Shayari, Dil Yaad Se Juda
Yaad Shayari for Someone Special in Hindi Font
Advertisement
Meri Chahat Mein Koyi Kami Toh Nahi Hai,
Phir Kyun Woh Baar-Baar Aazmaye Mujhe,
Dil Uski Yaad Mein Se Ek Pal Bhi Nahi Juda,
Fir Kaise Mumkin Hai Woh Bhool Jaye Mujhe.
मेरी चाहत में कोई कमी तो नहीं है,
फिर क्यों वो बार-बार आज़माए मुझे,
दिल उसकी याद से एक पल भी नहीं जुदा,
फिर कैसे मुमकिन है वो भूल जाए मुझे।
Advertisement
Dil Mein Aap Ho Aur Koyi Khaas Kaise Hoga,
Yaadon Mein Aapke Siwa Koyi Paas Kaise Hoga,
Hichkiyan Kehti Hain Aap Yaad Karte Ho,
Par Bologe Nahi Toh Mujhe Ehsaas Kaise Hoga?
दिल में आप हो और कोई खास कैसे होगा,
यादों में आपके सिवा कोई पास कैसे होगा,
हिचकियॉं कहती हैं आप याद करते हो,
पर बोलोगे नहीं तो मुझे एहसास कैसे होगा?