Teri Yaadein Bhi Bachpan Ke Khilone Jaisi Hain,
Tanha Hota Hoon To Inhe Lekar Baith Jata Hoon.
तेरी यादें भी मेरे बचपन के खिलौने जैसी हैं,
तन्हा होता हूँ तो इन्हें लेकर बैठ जाता हूँ।
Mohabbt Ki Mehfil Me Aaj Mera Zikr Hai,
Abhi Tak Yaad Hu Usko Khuda Ka Shukr Hai.
मोहब्बत की महफ़िल में आज मेरा ज़िक्र है,
अभी तक याद हूँ उसको खुदा का शुक्र है।
Uski Dhadkan Mein Meri Yaad Abhi Baqi Hai,
Ye Haqeeqat Mere Jine Ke Liye Kafi Hai.
उसकी धड़कन में मेरी याद अभी वाकी है,
ये हकीकत मेरे जीने के लिए काफी है।
Fikr Ye Thi Ke Shab-E-Hizr Kategi Kaise,
Lutf Ye Hai Ke Humein Yaad Na Aaya Koyi.
फ़िक्र ये थी कि शब-ए-हिज्र कटेगी कैसे,
लुत्फ़ ये है कि हमें याद न आया कोई।
Ek Din Ki Baat Ho Toh Usey Bhool Jayein Hum,
Nazil Hon Dil Pe Roj Balayein Toh Kya Karein.
एक दिन की बात हो तो उसे भूल जाएँ हम,
नाज़िल हों दिल पे रोज बलाएँ तो क्या करें।
~ Akhtar Sheerani
Mit Chale Meri Umeedon Ki Tarah Harf Magar,
Aaj Tak Tere Khaton Se Teri Khushbu Na Gayi.
मिट चले मेरी उमीदों की तरह हर्फ़ मगर,
आज तक तेरे खतों से तेरी खुशबू न गई।
~ Akhtar Sheerani
Yaad Shayari, Tumhari Yaadein