Yaad Shayari, Kabhi Yaad Aati Hai
Yaad Shayari Status in Hindi for Whatsapp and Facebook
Kabhi Yaad Aati Hai Kabhi Unke Khwaab Aate Hain,
Mujhe Sataane Ke Saleeke Unhein BeHisaab Aate Hain.
कभी याद आती है कभी उनके ख्वाब आते हैं,
मुझे सताने के सलीके तो उन्हें बेहिसाब आते हैं।
Baithhe The Apni Masti Mein Ke Achanak Tadap Uthhe,
Aa Kar Tumhari Yaad Ne Achchha Nahi Kiya.
बैठे थे अपनी मस्ती में कि अचानक तड़प उठे,
आ कर तुम्हारी याद ने अच्छा नहीं किया।
Sukoon Ka Ek Lamha Bhi Mayassar Nahi Mujhko,
Mohabbat Ko Sulata Hoon Toh Yaadein Jaag Jati Hain.
सूकून का एक लम्हा भी मयस्सर नहीं मुझको,
मोहब्बत को सुलाता हूँ तो तेरी यादें जाग जाती है।
Manjar Bhi Benoor The Aur Fizayein Bhi Berang Thi,
Tumhari Yaad Aayi Aur Mausam Suhana Ho Gaya.
मंजर भी बेनूर थे और फिजायें भी बेरंग थी,
तुम्हारी याद आई और मौसम सुहाना हो गया।
Hum Tasleem Karte Hain Humein Fursat Nahi Milti,
Magar Jab Yaad Karte Hain Zamana Bhool Jate Hain.
हम तस्लीम करते हैं हमें फुर्सत नहीं मिलती,
मगर जब याद करते हैं ज़माना भूल जाते हैं।
Tareeka Mere Qatl Ka Tum Ek Yeh Bhi Eejaad Karo,
Mar Jaaun Main Hichkiyon Se Mujhe Itna Yaad Karo.
तरीका मेरे क़त्ल का तुम एक ये भी इजाद करो,
मर जाऊँ मैं हिचकियों से मुझे इतना याद करो।
Tere Gham Mein Bhi Nayaab Khazana Dhhoond Lete Hain,
Hum Tujhe Yaad Karne Ka Bahana Dhhoond Lete Hain.
तेरे ग़म में भी नायाब खजाना ढूँढ़ लेते हैं,
हम तुझे याद करने का बहाना ढूँढ़ लेते हैं।