Yaadein Shayari, Yaadon Ki Khushboo
Cute Shayari about Remembrance
Advertisement

Apni Yaadon Ki Khushboo Bhi
Humse Chheen Loge Kya?
Kitaab-e-Dil Mein Ab Yeh
Sookha Gulaab Toh Rahne Do.
अपनी यादों की खुशबू भी
हम से छीन लोगे क्या?
किताब-ए-दिल में अब ये
सूखा गुलाब तो रहने दो।
Advertisement
Yaadein Unki Hi Aati Hain
Jinse Koyi Talluq Ho,
Har Shakhs Mohabbat Ki
Najar Se Dekha Nahi Jata.
यादें उनकी ही आती है
जिनसे कोई ताल्लुक हो,
हर शख्स मौहब्बत की
नज़र से देखा नहीं जाता।
Jo Pukarta Tha Har Ghadi
Jo Jurha Tha Mujhse Lari Lari,
Woh Shakhs Agar Kabhi Mujhe
Bhool Jaye Toh Kya Karein.
जो पुकारता था हर घड़ी
जो जुड़ा था मुझसे लड़ी लड़ी,
वो शख्स अगर कभी मुझे
भूल जाये तो क्या करें।