Main Logon Se Mulakato Ke Lamhe Yaad Rakhta Hoon,
Baatein Bhool Bhi Jaaun Par Lahje Yaad Rakhta Hoon.
मैं लोगों से मुलाकातों के लम्हें याद रखता हूँ,
बातें भूल भी जाऊं पर लहजे याद रखता हूँ।

Na Main Gira Na Meri Umeedon Ke Meenar Gire,
Par Kuchh Log Mujhe Giraane Mein Kayi Baar Gire.
न मैं गिरा और न मेरी उम्मीदों के मीनार गिरे,
पर कुछ लोग मुझे गिराने में कई बार गिरे।


