Broken Heart, Idhar Dil Toot Jata Hai
Broken Heart Shayari Status in Hindi
Jara Sa Baat Karne Ka Tareeka Seekh Lo Tum Bhi,
Udhar Tum Baat Karte Ho Idhar Dil Toot Jata Hai.
जरा सा बात करने का तरीका सीख लो तुम भी,
उधर तुम बात करते हो इधर दिल टूट जाता है।

Phir Nahi Baste Woh Dil Jo EK Baar Toot Jate Hain,
Kabr Kitni Hi Sanwaaro Koyi Zinda Nahi Hota.
फिर नहीं बसते वो दिल जो एक बार टूट जाते हैं,
कब्र कितनी ही संवारो कोई ज़िंदा नहीं होता।
Ab Na Koi Humein Mohabbat Ka Yakeen Dilaye,
Humein Rooh Mein Bhi BasaKar Nikala Hai Kisi Ne.
अब न कोई हमें मोहब्बत का यकीन दिलाये,
हमें रूह में भी बसा कर निकाला है किसी ने।
Tumhara Kya Bigada Tha Jo Tum Ne Tod Dala Hai,
Ye Tukde Main Nahi Lunga Mujhe Tum Dil Banakar Do.
तुम्हारा क्या बिगाड़ा था जो तुमने तोड़ डाला है,
ये टुकड़े मैं नहीं लूँगा मुझे तुम दिल बना कर दो।