Dard Shayari, Dava Mere Dard Ki
दवा और दर्द पर शायरी
Advertisement

Na Kar Tu Itni Koshishein,
Mere Dard Ko Samajhane Ki,
Pehle Ishq Kar,
Phir Zakhm Kha,
Fir Likh Dava Mere Dard Ki.
ना कर तू इतनी कोशिशे,
मेरे दर्द को समझने की,
पहले इश्क़ कर,
फिर ज़ख्म खा,
फिर लिख दवा मेरे दर्द की।
Advertisement
Mujhko Aisa Dard Mila Jiski Dava Nahi,
Phir Bhi Khush Hun Mujhe Uss Se Koyi Gila Nahi,
Aur Kitne Aansu Bahaun Main Uss Ke Liye,
Jisko Khuda Ne Mere Naseeb Main Likha Nahi.
मुझको ऐसा दर्द मिला जिसकी दवा नहीं,
फिर भी खुश हूँ मुझे उस से कोई गिला नहीं,
और कितने आंसू बहाऊँ मैं उस के लिए,
जिसको खुदा ने मेरे नसीब में लिखा नहीं।