Haqikat Mein Khamoshi Kabhi Bhi Chup Nahi Rahti Hai,
Kabhi Tum Gaur Se Sunna Bahut Kisse Sunaati Hai.
हकीकत में खामोशी कभी भी चुप नहीं रहती,
कभी तुम ग़ौर से सुनना बहुत किस्से सुनाती है।
Jo Dil Ke Aaine Mein Ho Wo Hi Pyar Ke Kaabil Hai,
Warna Deewar Ke Kabil To Har Tasveer Hoti Hai.
जो दिल के आईने में हो वो ही प्यार के काबिल है,
वरना दीवार के काबिल तो हर तस्वीर होती है।



