
Woh Muskan Thi Kahin Kho Gayi,
Aur Main Jazbat Tha Kahin Bikhar Gaya.
वो मुस्कान थी कहीं खो गयी,
और मैं जज्बात था कहीं बिखर गया।
Kitabein Bhi Bilkul Meri Tarah Hain,
Alfaz Se Bharpur Magar Khamosh.
किताबें भी बिल्कुल मेरी तरह हैं
अल्फ़ाज़ से भरपूर मगर खामोश।

