Inspirational Shayari, Khwab Hakiqat Mein
Shayaris in Two Line for Motivating Peoples
Kal Yehi Khwaab Hakiqat Mein Badal Jayenge,
Aaj Jo Khwaab Faqat Khwaab Najar Aate Hain.
कल यही ख्वाब हकीकत में बदल जायेंगे,
आज जो ख्वाब फकत ख्वाब नजर आते हैं।
Kahne Ko Lafz Do Hain Ummid Aur Harsat,
Lekin Nihaan Isi Mein Duniya Ki Daastan Hai.
कहने को लफ्ज दो हैं उम्मीद और हरसत,
लेकिन निहां इसी में दुनिया की दास्तां है।
Ek Suraj Tha Ke Taaro Ke Gharane Se Uthha,
Aankh Hairan Hai Kya Shakhs Zamane Se Uthha.
एक सूरज था कि तारों के घराने से उठा,
आँख हैरान है क्या शख़्स ज़माने से उठा।
Barh Ke Tufaan Ko Aagosh Mein Le Le Apni,
Dubne Wale Tere Haath Se Saahil Toh Gaya.
बढ़ के तूफ़ान को आग़ोश में ले ले अपनी,
डूबने वाले तेरे हाथ से साहिल तो गया।
Khuda Gawah Hai Dono Hain Dushmane-Parwaj,
Game-Kafas Ho Ya Rahat Ho Aashiyane Ki.
खुदा गवाह है दोनों है दुश्मने-परवाज,
गमे-कफस हो या राहत हो आशियाने की।