Love Shayari, Mohabbat Mein Intzaar
True Shayari about Wait in Love
Advertisement

Mohabbat Mein Kisi Ka Intzaar Na Karna,
Gar Ho Sake Toh Kisi Se Pyar Na Karna,
Kuchh Nahi Milta Kisi Se Mohabbat Kar Ke,
Khud Ki Zindgi Iss Par Bekaar Na Karna.
मोहब्बत में किसी का इंतजार न करना,
हो सके तो किसी से प्यार न करना,
कुछ नहीं मिलता किसी से मोहब्बत करके,
खुद की ज़िन्दगी इस पर बेकार न करना।
Advertisement
Aankhon Mein Basi Hai Soorat Aapki,
Dil Mein Chhupi Hai Moorat Aapki,
Mahsoos Hota Hai Jeene Ke Liye,
Humein Toh Bas Jaroorat Hai Aapki.
आँखों में बस बसी है सूरत आपकी,
दिल में छुपी है मूरत आपकी,
महसूस होता है जीने के लिए,
हमें तो बस है जरूरत आपकी।