Chand Saanse Bachi Hain Aakhiri Deedar De Do,
Jhutha Hi Sahi Ek Baar Magar Pyaar De Do,
Zindgi To Veeran Thi Par Maut Toh Gumnaam Na Ho,
Mujhe Gale Laga Lo Fir Maut Mujhe Hajaar De Do.
चंद साँसे बची हैं आखिरी बार दीदार दे दो,
झूठा ही सही एक बार मगर तुम प्यार दे दो,
जिंदगी तो वीरान थी मौत भी गुमनाम ना हो,
मुझे गले लगा लो फिर मौत मुझे हजार दे दो।
Mohabbat Mujhe Thi Usi Se Sanam,
Yadaon Mein Uski Yeh Dil Tadpta Raha,
Maut Bhi Meri Chahat Ko Rok Na Saki,
Kabr Mein Bhi Yeh Dil Dhadkta Raha.
मोहब्बत मुझे थी उसी से सनम,
यादों में उसकी यह दिल तड़पता रहा,
मौत भी मेरी चाहत को रोक न सकी,
कब्र में भी यह दिल धड़कता रहा।
Pehle Zindgi Chhin Li Mujhse,
Ab Meri Maut Ka Fayeda Uthati Hai,
Meri Qabr Pe Phool Chadaane Ke Bahane,
Wo Kisi Aur Se Milane Aati Hai.
पहले ज़िन्दगी छीन ली मुझसे,
अब मेरी मौत का वो फायदा उठाती है,
मेरी कब्र पे फूल चढाने के बहाने,
वो किसी और से मिलने आती है।
Maut Shayari, Chale Aana Meri Maut Par