Yeh DilFareb Tabassum, Yeh Mast Najar,
Tumhare Dam Se Chaman Mein Bahaar Baaki Hai.
यह दिलफरेब तबस्सुम, यह मस्त नजर,
तुम्हारे दम से चमन में बहार बाकी है।
Ishq Ka Zauk-e-Najar Muft Ko BadNaam Hai,
Husn Khud Betaab Hai Jalwa Dikhane Ke Liye.
इश्क का जौके-नजारा मुफ्त को बदनाम है,
हुस्न खुद ही बेताब है जलवा दिखाने के लिए।
Khula Ye Raaz Jab Aaye Wo Baal Bikhraye,
Ke Roshni Se Jyada Haseen Hote Hain Saaye.
खुला यह राज जब आये वो बाल बिखराये,
कि रौशनी से ज्यादा हसीन होते हैं साये।
Unke KhoobSoorat Chehre Se Naqaab Kya Utra,
Zamane Bhar Ki Neeyat Kharab Ho Gayi.
उनके खूबसूरत चेहरे से नकाब क्या उतरा,
जमाने भर की नीयत बेनकाब हो गई।
Chaand Sa Jab Kaha Toh Gila Karne Lage,
Bole, Chaand Kahiye Na, Chaand Saa Kya Hai.
चाँद सा जब कहा तो गिला करने लगे,
बोले, चाँद कहिये न... चाँद सा क्या है।
Woh Aad Mein Parde Ke Teri Neem-Nigahi,
Tute Huye Teer Ka Tukda Hai Jigar Mein.
वह आड़ में पर्दे के तेरी नीमनिगाही,
टूटे हुए तीर का इक टुकड़ा है जिगर में।
Shayari on Beauty, Hayaa Sajti Hai Jewar Ki Tarah.
Zulf Shayari Collection