Usko Sajne Ki Sawarne Ki Jarurat Hi Nahi,
Uspe Sajti Hai Hayaa Bhi Kisi Jewar Ki Tarah.
उसको सजने की संवरने की ज़रूरत ही नहीं,
उस पे सजती है हया भी किसी जेवर की तरह।
Angdai Leke Apna Mujh Par Jo Khumaar Dala,
Kafir Ki Iss Adaa Ne Bas Mujhko Maar Dala.
अंगराई लेके अपना मुझ पर जो खुमार डाला,
काफ़िर की इस अदा ने बस मुझको मार डाला।
Kitne Najuk Mijaaz Hain Woh Kuchh Na Puchhiye,
Neend Nahi Aati Hai Unhein Dhadkan Ke Shor Se,
कितने नाज़ुक मिजाज़ हैं वो कुछ न पूछिये,
नींद नही आती है उन्हें धड़कन के शोर से।
Tere Husn Ko Parde Ki Jarurat Kya Hai Zalim,
Kaun Rehta Hai Hosh Mein Tujhe Dekhne Ke Baad.
तेरे हुस्न को परदे की ज़रूरत ही क्या है ज़ालिम,
कौन रहता है होश में तुझे देखने के बाद।
Shayari on Beauty, Jis Khuda Ne Tumhein Banaya
Shayari on Beauty, Yeh DilFareb Tabassum