Parwana Pash-o-Pesh Mein Hai
Jaye To Kis Taraf,
Roshan Shamma Ke
Ru-ba-ru Chehara Hai Aapka.
परवाना पेशोपेश में है
जाए तो किस तरफ,
रौशन शमा के रूबरू
चेहरा है आप का।
Honthhon Pe Apne Yun Na Rakha Karo
Tum Nadaan Kalam Ko,
Varna Nazm Phir Nashili Hokar
Ladkhadati Rahhegi.
होंठो पे अपने यूँ ना रखा करो
तुम नादान कलम को,
वरना नज़्म फिर नशीली होकर
लड़खड़ाती रहेगी।
Wo Aankho Se Yu Shararat Karte Hain,
Apni Adaa Se Bhi Qayamat Karte Hai,
Nigahein Unki Bhi Chehare Se HatTi Nahi,
Aur Wo Humari Najron Se Shikayat Karte Hai.
वो आँखों से यूँ शरारत करते हैं,
अपनी अदा से भी कयामत करते हैं,
निगाहें उनकी भी चेहरे से हटती नहीं,
और वो हमारी नजरों से शिकायत करते हैं।
Shayari on Beauty, Tera Husn Dekhun
Shayari on Beauty, Yeh Naaz Yeh Nigaahein