Aankhein Shayari, Aankho Se Bayaan Lafz
Shayari about Role of Eyes in Love
Jo Unki Aankho Se Bayaan Hote Hain,
Woh Lafz Shayari Mein Kahan Hote Hain.
जो उनकी आँखों से बयां होते हैं,
वो लफ्ज़ शायरी में कहाँ होते हैं।

Mujhse Kehti Thi Wo Sharab Aankhein,
Aap Wo Zeher Mat Piya Kijiye.
मुझ से कहती थीं वो शराब आँखें,
आप वो ज़हर मत पिया कीजिये।
Tamaam Alfaz NaKafi Lage Mujhko,
Ek Teri Aankhon Ko Bayaan Karne Mein.
तमाम अल्फाज़ नाकाफी लगे मुझको,
एक तेरी आँखों को बयां करने में।
Paigam Liya Hai Kabhi Paigam Diya Hai,
Aankhon Ne Mohabbat Mein Bada Kaam Kiya Hai.
पैगाम लिया है कभी पैगाम दिया है,
आँखों ने मोहब्बत में बड़ा काम किया है।
Ye Kaynat Surahi Thi, Jaam Ankhein Thi,
Muwasalat Ka Pehla Nizam Ankhein Thi.
ये कायनात सुराही थी, जाम आँखें थीं,
मुवसलत का पहला निज़ाम आँखें थीं।