Shayari on Eyes, KhoobSurat Aankhon Mein
Best Shayari SMS about Eyes of Girlfriend
Ishq Ke Phool Khilte Hain Teri KhoobSurat Aankhon Mein,
Jahan Dekhe Tu Ek Najar Wahan Khushboo Bikhar Jaaye.
इश्क के फूल खिलते हैं तेरी खूबसूरत आँखों में,
जहाँ देखे तू एक नजर वहाँ खुशबू बिखर जाए।

Bina Puchhe Hi Sulajh Jati Hai Sawalon Ki Gutthiyan,
Kuchh Aankhein Itni Hazr-Jawaab Hoti Hain.
बिना पूछे ही सुलझ जाती हैं सवालों की गुत्थियाँ,
कुछ आँखें इतनी हाज़िर-जवाब होती हैं।
Teri Aankhon Ki Tauheen Nahi Toh Aue Kya Hai Yeh,
Maine Dekha Tere Chahne Wale Kal Sharab Pee Rahe The.
तेरी आँखों की तौहीन नहीं तो और क्या है यह,
मैंने देखा तेरे चाहने वाले कल शराब पी रहे थे।
Kya Kahein, Kya Kya Kiya, Teri Nigaahon Ne Sulook,
Dil Mein Aayi Dil Mein Thhehri Dil Mein Paikaan Ho Gayi.
क्या कहें, क्या क्या किया, तेरी निगाहों ने सुलूक,
दिल में आईं दिल में ठहरीं दिल में पैकाँ हो गईं।
Jab Bhi Dekhun Toh Nazarein Chura Leti Hai Wo,
Maine Kagaz Par Bhi Bana Ke Dekhi Hain Aankhein Uski.
जब भी देखूं तो नज़रें चुरा लेती है वो,
मैंने कागज़ पर भी बना के देखी हैं आँखें उसकी।