Shayari on Eyes, Teri Aankhein
हिंदी में आँखों पर बेहतरीन शायरी
Jeena Muhal Kar Rakha Hai Meri Inn Aankho Ne,
Khuli Ho To Talaash Teri Band Ho To Khwab Tere.
जीना मुहाल कर रखा है मेरी इन आँखों ने,
खुली हो तो तलाश तेरी बंद हो तो ख्वाब तेरे।

Kya Kashish Thi Uss Ki Aankho Mein Mat Poochho,
Mujhse Mera Dil Larh Pada Mujhe Yehi Chahiye.
क्या कशिश थी उस की आँखों में मत पूछो.
मुझ से मेरा दिल लड़ पड़ा मुझे यही चाहिये?
Sirf Aankhon Ko Dekh Ke, Kar Li Unse Mohabbat,
Chhod Diya Apne Muqaddar Ko Uske Naqaab Ke Peechhe.
सिर्फ आँखों को देख के कर ली उनसे मोहब्बत,
छोड़ दिया अपने मुक़द्दर को उसके नक़ाब के पीछे।
Main KhudGaraz Hoon Itna Ke Bas Yahi Chaahun,
Rahein Hamesha Meri Muntazir Teri Aankhein.
मैं खुदगर्ज़ हूँ इतना कि बस यही चाहूँ,
रहें हमेशा मेरी मुन्तज़िर तेरी आँखें।
Koi Aag Jaise Kohre Mein Dabi-Dabi Si Chamke,
Teri Jhilmilati Aankhon Mein Ajeeb Sa Shama Hai.
कोई आँख जैसे कोहरे में दबी-दबी सी चमके,
तेरी झिलमिलाती आँखों में अजीब सा शमा है।