Aankhon Mein Samandar Doobe

Four Line Shayari about Beautiful Eyes

Advertisement

KhoobSoorat Aankhein

कश्तियाँ मौजों में तूफान में लंगर डूबे,
हम बचे थे तो किनारे पे पहुँच कर डूबे,
मैं तो कतरा था नजर उनसे मिलाता कैसे,
ऐसी आँखें... कि समंदर के समंदर डूबे।

Advertisement

Kashtiyaan Maujon Mein Toofan Mein Langar Doobe,
Hum Bache The To Kinaare Pe Pahunch Kar Doobe,
Main To Katra Tha Najar Unn Se Milata Kaise,
Aisi Aankhein.. Ki Samandar Ke Samandar Doobe.

Teri Aankhon Mein Dekh Loon

Comments