Uss Ghadi Dekho Unka Aalam,
Neend Se Jab Hon Bhojhal Aakhein,
Kaun Meri Najar Mein Samaaye,
Dekhi Hain Maine Tumhari Aankhein.
उस घड़ी देखो उनका आलम
नींद से जब हों बोझल आँखें,
कौन मेरी नजर में समाये
देखी हैं मैंने तुम्हारी आँखें।
Tumhein Kehte The Ke Yeh Lamhe
Najar Milne Se Suljhenge,
Najar Ki Baat Hai Toh Phir
Yeh Lab Khamosh Rehne Do.
तुम्हीं कहते थे कि यह मसले
नजर मिलने से सुलझेंगे,
नजर की बात है तो फिर
यह लब खामोश रहने दो।
Agar Kuchh Sikhna Hi Hai,
Toh Aankhon Ko Parhna Seekh Lo,
Varna Lafz Ke Matlab Toh,
Hajaaron Nikaal Lete Hain.
अगर कुछ सीखना ही है,
तो आँखों को पढ़ना सीख लो,
वरना लफ़्ज़ों के मतलब तो,
हजारों निकाल लेते है।
Shayari on Eyes, Samandar Hain Teri Aankhein
Aankhein Shayari, Muskurati Huyi Aankhein