Two Line Shayari, Lekin Wo Mere Khwaab
Hindi Two Line Shayari Deep Meaning
Hona To Wohi Hai Jo Muqaddar Mein Likha Hai,
Lekin Wo Mere Khwaab, Mere Khwaab, Mere Khwaab.
होना तो वही है जो मुकद्दर में लिखा है,
लेकिन वो मेरे ख्वाब, मेरे ख्वाब, मेरे ख्वाब।
Na Jaane Kaun Se Jhonke Mein Meri Khushboo Ho,
Tum Apne Ghar Ka Dareecha Sada Khula Rakhna.
न जाने कौन से झोंके में मेरी खुशबू हो,
तुम अपने घर का दरीचा सदा खुला रखना।
Main Kadi Dhoop Mein Chalta Hoon Iss Yakeen Ke Saath,
Main Jalunga Toh Mere Ghar Mein Ujaala Honge.
मैं कड़ी धूप में चलता हूँ इस यकीन के साथ,
मैं जलूँगा तो मेरे घर में उजाले होंगे।
Ya Toh Deewana Hanse, Ya Tu Jise Taufeeq De,
Varna Iss Duniya Mein Kya Hai Muskarane Ke Liye?
या तो दीवाना हँसे, या तू जिसे तौफीक दे,
वर्ना इस दुनिया में क्या है मुस्कराने के लिए?