Two Line Shayari, Mohabbat Se Ji Bhar Gaya
Very Short Two Liner Shayari in Hindi
Advertisement

Woh Kahani Thi, Chalti Rahi,
Main Kissa Tha, Khatm Hua.
वो कहानी थी, चलती रही,
मै किस्सा था, खत्म हुआ।
Ab Kyun Na Zindgi Pe Mohabbat Ko Vaar Dein,
Iss Aashiqi Mein Jaan Se Jana Bahut Hua.
अब क्यों न ज़िन्दगी पे मुहब्बत को वार दें
इस आशिक़ी में जान से जाना बहुत हुआ।
Advertisement
Uss Ne Jee Bhar Ke Mujhko Chaha Tha,
Phir Hua Yun Ke Uska Jee Bhar Gaya.
उसने जी भर के मुझको चाहा था,
फ़िर हुआ यूँ के उसका जी भर गया।
Tamanna Yehi Hai Bas Ek Baar Aaye,
Chaahe Maut Aaye Chaahe Yaar Aaye.
तमन्ना यही है बस एक बार आये,
चाहे मौत आये... चाहे यार आये।
Woh Mujhe Bhul Hi Gaya Hoga,
Itni Muddat Koyi Khafa Nahi Rahta.
वो मुझे भूल ही गया होगा,
इतनी मुद्दत कोई खफा नहीं रहता।