Hindi Yaad Shayari, Apno Ki Yaad Mein
Sweet Memories Yaad Shayari in Hindi
Khwaab Aankhon Se Churana Meri Aadat Nahi,
Kisi Apne Ko Bhulana Meri Aadat Nahi,
Palkein Bhigo Leta Hoon Apno Ki Yaad Mein,
Magar Kisi Ko Rulana Meri Aadat Nahi.
ख़्वाब आँखों से चुराना मेरी आदत नहीं,
किसी अपने को भुलाना मेरी आदत नहीं,
पलकें भिगो लेता हूँ अपनों की याद में,
मगर किसी को रूलाना मेरी आदत नहीं।
Har Ek Pal Hum Hans Kar Jiya Karte Hain,
Aapse Dil Ki Baatein Kiya Karte Hain,
Aap Bahut Hi Khaas Ho Hamaare Liye,
Har Waqt Aapko Hi Yaad Kiya Karte Hain.
हर एक पल हम हँस कर जिया करते हैं,
आपसे दिल की बातें किया करते हैं,
आप बहुत ही खास हो हमारे लिए,
हर वक़्त आपको ही याद किया करते हैं।
Agar Mahek Hoti To Titliyan Jaroor Aati,
Jo Dil Rota To Hichkiyan Jaroor Aati,
Kehne Ko To Tum Mujhe Bahut Yaad Karte Ho,
Magar Yaad Karte To Hichkiyan Jaroor Aati.
अगर महक होती तो तितलियाँ जरूर आती,
जो दिल रोता तो सिसकियाँ जरूर आती,
कहने को तो तुम मुझे बहुत याद करते हो,
मगर याद करते तो हिचकियां जरूर आती।