Yaad Shayari, Pyaar Ke Dinon Ki Yaad
Hindi Shayari About Remenberance of Days of Love
Advertisement
Duniya Ke Zor Pyaar Ke Din Yaad Aa Gaye,
Do Bajuon Ki Haar Ke Din Yaad Aa Gaye,
Guzre Wo Jis Taraf Se Fizayen Mahak Uthi,
Sabko Bhari Bahaar Ke Din Yaad Aa Gaye.
दुनिया के ज़ोर प्यार के दिन याद आ गये,
दो बाज़ुओ की हार के दिन याद आ गये,
गुज़रे वो जिस तरफ से फिजायें महक उठी,
सबको भरी बहार के दिन याद आ गये।
Advertisement
Koi Malaal Koi Aarzoo Nahi Karta,
Tumhare Baad Yeh Dil Guftgu Nahi Karta,
Koi Na Koi Cheej Meri Toot Jati Hai,
Tumhari Yaad Se Jab Bhi Wazoo Nahi Karta.
कोई मलाल कोई आरजू नहीं करता,
तुम्हारे बाद यह दिल गुफ्तगू नहीं करता,
कोई न कोई चीज़ मेरी टूट जाती है,
तुम्हारी याद से जब भी वज़ू नहीं करता।
~ Syed Wasi Shah