Yaadon Ko Dil Se Mitaoge Toh Nahi
Nice Poetry on Asking Lover for Promise to Keep Remembered
Advertisement
Mujh Se Vaada Karo Mujhe Rulaoge Nahi,
Halaat Jo Bhi Ho Mujhe Bhulaoge Nahi.
Chhupa Ke Apni Ankhon Mein Rakhoge Mujhe,
Duniya Mein Kisi Aur Ko Dikhaoge Nahi.
Mere Lafz Mere Dil Ki Tahreerein Hain,
Qasam Uthao Ke Inko Kabhi Jalaoge Nahi.
Mujhe Yeh Yaqeen Dilao Ke Mujhe Yaad Rakhoge,
Meri Yaadon Ko Apne Dil Se Mitaoge Nahi.
Advertisement
मुझसे वादा करो मुझे रुलाओगे नहीं,
हालात जो भी हो मुझे भुलाओगे नहीं.
छुपा के अपनी आँखों में रखोगे मुझे,
दुनिया में किसी और को दिखाओगे नहीं.
मेरे लफ़्ज मेरे दिल की तहरीरें हैं,
कसम उठाओ इन को कभी जलाओगे नहीं.
मुझे ये यकीन दिलाओ कि मुझे याद रखोगे,
मेरी यादों को अपने दिल से मिटाओगे नहीं।