Ashq Shayari, Dekar Aankhon Mein Aansu
Four Line Shayari about Tears, Very Sad
Majboori Mein Jab Koi Juda Hota Hai,
Zaruri Nahi Ke Woh Bewafa Hota Hai,
De Kar Woh Aapki Aankho Mein Aansu,
Akele Mein Aapse Bhi Zyada Rota Hai.
मज़बूरी में जब कोई जुदा होता है,
ज़रूरी नहीं कि वो बेवफ़ा होता है,
देकर वो आपकी आँखों में आँसू,
अकेले में आपसे ज्यादा रोता है।
Khamosh Rahne Do Lafzon Ko,
Aankhon Ko Bayaan Karne Do Hakiqat,
Ashq Jab Niklenge Jheel Ke,
Muqaddar Se Jal Jayenge Afsane.
खामोश रहने दो लफ़्ज़ों को,
आँखों को बयाँ करने दो हकीकत,
अश्क जब निकलेंगे झील के,
मुक़द्दर से जल जायेंगे अफसाने।
Jo Aansoo Dil Mein Girte Hain
Woh Aankhon Mein Nahi Hote,
Bahut Se Harf Aise Hote Hain
Jo Lafzon Mein Nahi Rahte,
Kitaabon Mein Likhe Jate Hain
Duniya Bhar Ke Afsaane,
Magar Jin Mein Hakiqat Ho
Kitaabon Mein Nahi Rahte.
जो आँसू दिल में गिरते हैं
वो आँखों में नहीं होते,
बहुत से हर्फ़ ऐसे होते हैं
जो लफ़्ज़ों में नहीं रहते,
किताबों में लिखे जाते हैं
दुनिया भर के अफ़साने,
मगर जिन में हकीकत हो
किताबों में नहीं रहते।